How to Submit Sitemap in Google Search Console
Namaskar Dosto,
Blogger Se Related Nayi Or Sahi Jankari Hum Aapke Sath Share Krte Rehte Hain, Aaj Ke Is Topic Mei Hum Lekar aaye Hain Search Console Sitemap Kaise Kaam Krta Hai, Blogger Ki Sitemap Search Consol Mei Kaise Submit Ki Jati Hai.
Apni Site Ya Apne Blog Ko Popular Krne Ke Liye Traffic Ki Jroorat Hoti Hai, Or Traffic Tabhi Aati Hai Jab Posts Ke Link Google Search Console Mein Index Hote Hain. Jiski Madd Se Aapko Traffic Milni Shuru Ho Jati Hai. Iske Liye Google Search Console Ka Paryog Kiya Jata Hai, Jise Hum Web Master Tools Bhi Kehte Hain. Iski Madad Se Hum Apne Blog Ko Index Kar Kar Skte Hain, Or Optimize Bhi Kar Skte Hain,
Google Search Console Ki Shayta Se Aap Apne Blog/Site Ke Pradarshan Par Najar Rakh Skte Hain, Apni Site Mei Di Jankari Search Result Mei Dikhane Ke Liye Hum Search Console Ka Istemal Krte Hain. Drasal Sabhi Sites Par Traffic Laane Mei Search Console Ka Bhut Bda Yogdan Hai, Sabhi Bloggers Iske Istemal Se Apni Site Sites Ko Uchh Rank Par Lekar Jate Hain.
Google Search Console 2020
- Google Search Console (Web Master Tools) Ki Madd Se Aap Apne Blog Ko Index Or Optimize Kar Skte Hain
- Google Search Console Ki Madd Se Aap Apni Bhasha Anusaar Country Target Kar Skte Hain, Jaise Hindi Ke Liye India
- Google Search Console Ki Madd Se Aap Apni Site Ya Apne Blog Ka Sitemap Submit Kar Skte Hain, Jiske Jrie Google Aapke Posts Track Kar Search Console Mei Dikhata Hai.
- Search Console Ke Madhyam Se Posts Crawl Kar Skte Hain.
Google Search Console Ek Adhunik Yug Ka Aisa Plateform Hai, Yhan Se Hum Google
Ko Apni Site Se Data Dekar Search Mei Dikhane Ka Prayas Krte Hain.
Google Search Jo Results Hmare Saamne Aate Hain, Ye Sabhi Search Console Mei Submit Huye XML Site Maps Hain. Kuch Site Rank Lekar Aage Nikal Jaati Hain, Or Kuch Sites Low Rating Ki Vjah Se Picche Chli Jati Hain.
Also Read : How To Submit Site/Blog In Google Search Console
How To Submit Sitemap On Search Console
Sabse Pehle Aap Google Search Console Mei Jakar Apna Account Bnayen Or Blog Submit Kijie. Verification Key Dwara Apne Blog Ko Verify Kijie. Verify Ho Jane Ke Baad Search Console Ke Left Side Mei Sitemaps Option Par Kijie
Add New Sitemap Ke Niche Apne Blog Ka URL Submit Kren, Or Is Line Ko Apne Blog URL Ke Sath Jod Den /atom.xml?redirect=false
https://yourblog.blogspot.com/atom.xml?redirect=false
very nice, thank you
ReplyDeleteThanks for the comment, how can i help you
DeleteWow, What a Excellent post. I really found this to much informatics. It is what i was searching for.I would like to suggest you that please keep sharing such type of info.Thanks Seoleadgeneration.be
ReplyDelete